Posts

Showing posts from October, 2019

Bekhayali Song Lyrics Free | Kabir singh movies lyrics

Bekhayali song lyrics Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye Main jo tumhse door hoon Kyun door main rahoon Tera guroor hoon Aa tu faasla mita Tu khwaab sa mila Kyun khwaab tod doon oo... Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye Kyun judai de gaya tu ye sawal aaye Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye Hai ye tadpan, hai ye uljhan Kaise jee loon bina tere Meri ab sab se hai annban Bante kyun ye Khuda mere hmm... Ye jo log-baag hain Jungle ki aag hain Kyun aag mein jalun... Ye nakaam pyaar mein Khush hain ye haar mein Inn jaisa kyun banun oo... Raatein dengi bata Neendo me teri hi baat hain Bhoolun kaise tujhe Tu toh khayalo me saath hai Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye Nazar ke aage har ek manzar Ret ki tarah bikhar raha hai Dard tu...

TUM HI AANA LYRICS In hindi and English both | MARJAAVAAN

TUM HI AANA LYRICS In English: Tere jaane ka gham Aur na aane ka gham Phir zamaane ka gham Kya karein? Raah dekhe nazar Raat bhar jaag kar Par teri toh khabar na mile Bahut aayi gayi yaadein Magar iss baar tum hi aana Iraade phir se jaane ke nahi laana Tum hi aana! Meri dehleez se hokar Bahaarein jab guzarti hain Yahaan kya dhoop kya saavan Hawaayein bhi barasti hain Humein pucho kya hota hai Bina dil ke jiye jaana Bahut aayi gayi yaadein Magar iss baar tum hi aana O... Koi toh raah woh hogi Jo mere ghar ko aati hai Karo peecha sadaaon ka Suno kya kehna chaahti hai... Tum aaoge mujhe milne Khabar yeh bhi tum hi laana Bahut aayi gayi yaadein Magar iss baar tumhi aana Marjaavaan... Marjaavaan... In Hindi: तेरे जाने का ग़म और ना आने का ग़म फिर ज़माने का ग़म क्या करें? राह देखे नज़र रात भर जाग कर पर तेरी तो ख़बर ना मिले बहुत आई गई यादें मगर इस बार तुम ही आना इरादे फिर से जाने के नहीं लाना तुम ही आना! मेरी दहलीज़ से होकर बहारें जब गुज़...